Thursday, September 1, 2011

kuch to kami hai mujh mein..........

kuch to kami hai mujh mein..
jo fizayo ne mukh fera ...
kuch to kami hai mujh mein..
gamgeen ghatayo ne jo ghera..

kuch to kami hai mujh mein,,,

ke vaffayein raas nai aati
kuch to kami hai mujh mein
bani zindagi dishaheen udta paakhi

kuch to kami hai mujh mein
verah vedna saugaat mili

kuch to kami hai m ujh mein
ke duayo se bhi na baat bani

kuch to kami hai mujh mein
mukam e ishq jhutha huya
kuch to kami hai mujh mein

ke dosti bhi dhokha huya.......