Ek parchayi picha kiya karti hai...
jeevan ke andhero mein EK parchayi mera picha kiya karti hai..
har ranj o gam mein saath diya karti hai...
jab ashq ajate hai naino mein aur shikayat hoti hai labho pe
vo mujhe jhat se akar muskurahat diya karti hai....
ek parchayi mera picha kiya karti hai...
bewaffa ho jate hai rishtey jab duniya vale
bass ek vohi mujhse vaffa kiya karti hai....
ek parchayi mera picha kiya karti hai..
utarta nai vajood khara,,
jivan ki kasooti par jab mera,,
dil zakhmi hota hai ,, unche lehze mein log mila karte hain,
vo fir v kuch na gila karti hai......
mujhse yoon hi pehle sasilsila rakhti hai...
ek parchayi mera picha kiya karti hai..
ek parchayiiiii mera picha kiya kartiii hai....
No comments:
Post a Comment